26.6.11

Sarfaroshi ki tamanna

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil

mein hai. Dekhna hai zor kitna

baazuay qaatil mein hai Karta nahin

kyun doosra kuch baat cheet, Dekhta

hun main jise voh chup teri mehfil

mein hai Aye shaheed-e-mulk-o-millat

main tere oopar nisaar, Ab teri himmat
ka charcha ghair ki mehfil mein hai

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil

mein hai. Waqt aanay pey bata denge

tujhe aye aasman, Hum abhi se kya

batayen kya hamare dil mein hai

Khainch kar layee hai sab ko qatl hone

ki ummeed, Aashiqon ka aaj jumghat

koocha-e-qaatil mein hai Sarfaroshi ki

tamanna ab hamaare dil mein hai. Hai

liye hathiyaar dushman taak mein

baitha udhar, Aur hum taiyyaar hain

seena liye apna idhar. Khoon se

khelenge holi gar vatan muskhil mein

hai, Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare

dil mein hai. Haath jin mein ho junoon

katt te nahi talvaar se, Sar jo uth jaate

hain voh jhukte nahi lalkaar se. Haath

jin mein ho junoon katt te nahi talvaar

se, Sar jo uth jaate hain voh jhukte

nahi lalkaar se. Aur bhadkega jo

shola-sa humaare dil mein hai,

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil

mein hai. Hum to ghar se nikle hi the

baandhkar sar pe qafan, Chaahatein

liin bhar liye lo bhar chale hain ye

qadam. Zindagi to apni mehmaan

maut ki mehfil mein hai, Sarfaroshi ki

tamanna ab hamaare dil mein hai. Dil

mein tuufaanon ki toli aur nason mein

inquilaab, Hosh dushman ke udaa

denge humein roko na aaj. Duur reh

paaye jo humse dam kahaan manzil

mein hai, Sarfaroshi ki tamanna ab

hamaare dil mein hai. Dekhna hai zor

kitna baazuay qaatil mein hai.

English

The desire for sacrifice is now in our hearts We shall now see what strength there is in the boughs of the enemy. Hey country, Why is no one speaking to each other? Whoever I see, is gathered quiet in my party … O martyr of country, of nation, I submit myself to thee For yet even the enemy speaks of thy courage The desire for struggle is in our hearts… When the time comes, we shall show thee, O heaven For why should we tell thee now, what lurks in our hearts? We are pulled to service, by the hope of blood, of vengeance Yea, by our love for nation divine, we go to the streets of the enemy The desire for struggle is in our hearts… Armed does the enemy sit, ready to open fire Ready too are we, our bosoms thrust out to him With blood we shall playHoli, if our nation need us The desire for struggle is in our hearts… No sword can sever hands that have the heat of battle within, No threat can bow heads that have risen so… Yea, for in our insides has risen a flame, and the desire for struggle is in our hearts… Set we out from our homes, our heads shrouded with cloth, Taking our lives in our hands, do we march so… In our assembly of death, life is now but a guest The desire for struggle is in our hearts… Stands the enemy in the gallows thus, asking, Does anyone wish to be sacrificed?… With a host of storms in our heart, and with revolution in our breath, We shall knock the enemy cold, and no one shall stop us… What good is a body that does not have passionate blood, How can one conquer a storm while in a shored boat. The desire for struggle is in our hearts, We shall now see what strength there is in the boughs of the enemy.

18.2.11

TODAY IS MY BIRTHDAY.............................
18th FEB ...................

30.1.11

Where The Mind Is Without Fear


Where the mind is without fear and the head is held high;
Where knowledge is free;
Where the world has not been broken up into fragments by narrow domestic walls;
Where words come out from the depth of truth;
Where tireless striving stretches its arms towards perfection;
Where the clear stream of reason has not lost its way into the dreary desert sand of dead habit;
Where the mind is led forward  by thee into ever-widening thought and action into that heaven of freedom, my Father, let my country awake.
"RABINDRANATH TAGORE" IN BOOK OF "GITANJALI" POEM NO. 35